yunhi muskurana tum door na jana
pran priye tum bhool na jana
thaka hoon jab main, mujhe sulana
bahon ka tum haar banana
mujhse door tum mat jana
pranpriye tum bhool na jana
tumhara muskurana vo ruthna mana
magar uf ! ab ye tanhayeeon ka jamana
pran priye tum bhool na jana
No comments:
Post a Comment